Saturday, October 27, 2007

Crazy kiya re

chori chori kiyaa re, dil ye dil liyaa re - 2jaadu se jaadu kiyaa……kiyaa rejaagi soyi rahoon, khoyi khoyi rahoon,uski yaadon mein, uske khwaabon meinjhoome jiyaa re………crazy kiyaa renaa usko pataa, naa uski khataamain uspe mar gayi, zaraa usko bataa,dheere dheere ikraar mein,kabhi kabhi intezaar mein ,uske hi pyaar mein………jhoome jiyaa re…crazy kiyaa remain yahaan bhi gayi, main wahaan bhi gayi,sochaa pal pal use, main jahaan bhi gayidin ho yaa raat howoh mere saath hojab uski baat ho…jhoome jiyaa re……crazy kiyaa rechori chori kiyaa re, dil ye dil liyaa re - 2jaadu se jaadu kiyaa……kiyaa rejaagi soyi rahoon, khoyi khoyi rahoon,uski yaadon mein, uske khwaabon meinjhoome jiyaa re………crazy kiyaa re

No comments: